New App Store Apps

Bismillah Se Ilaj 1.2
New App Store
Pareshani dunya ka hissa hay. aur bemari bhisahat kay sath sath hay. ALLAH PAK ne qurani ayat me itni shifarakhi hay kay dunya ki koi cheez is ka muqabla nahi kar sakti, isapp me bismillah se ilaj , dard ki dawa, aur har bemari ka ilaj aurapni har mushkil ka asan hal talash karen, aur dua hay kay ALLAHhumen amal ki toafeeq day.
Mardana Taqat 1.1
New App Store
Ye app jinsi zindagi ki haqeeqaton ko samajnayaur in se poori tarah lutf andooz honay kay liye aik nihayat himufeed app hay.Kuch log jins ko fahashi tasawwar karte hain, asal me woh log jinskay matlab se hi waqif nahi hain, isi taleem ko mukammal toar parsamajnay kay liye parhiye ye app.
Hamal Malomat 1.1
New App Store
Hamal jinsi mubasharat ka natija hay , iski sahi malomat ka ilmhona buhat zarori hay. warna hum buhat se nuqsanat ka samna karsaktay hain , is kay doraan kya kya ihtiyat zarori hain, hamalkesay hota hay.delivery ghar mein honi chahiye ya hospital mein.aur is tarah ki buhat si mufeed batein janiye is app mein.
Surah Yasin Se Ilaj 1.1
New App Store
ALLA PAK ne quran me jitni bhi surah utarihain, sabh ki sabh insano kay liye dunya o akhirat ki bhalae kayliye hi hain . seedhi rah dikhati hain. aik tu in ko parhnay kabuhat zayada ajar hay. aur dosra ye kay in ko samaj kar aur amalkar kay dunya ki mushkilat ka bhi buhat aasani se samna kia jasakta hay. ALLAH hum sabh ko QURAN ki tilawat aur amal ki toafeeqday. aamen.Surah yasin se ilaj bhi isi kari ka aik hissa hay. is app meinjaniye kay kesay hum surah yasin mein ALLAH ki madad se ilaj aurmushkilat ka sahi aur aasan hal talash kar saktay hein.
Rohani Amliyat 1.0
New App Store
Rohani amliyat mein ALLAH kay namon se bataye gaye aamal kay zarayese deni o dunyavi mushkilat ka hal janiye. aur apni zindagi meinALLAH kay naam ka zikar kasrat say karen, in mein amliyat-e-rehmat,salamti kay aamal, amliyaat-egalba, ilaj kay liye, qabar mein rahatkay liye, jadu say bachao kay liye, har kaam mein barkat kay liye,halal rizq main izafay kay liye aur bhi buhat se fawaid hasilkarnay kay liye tariqay bataye gaye hain. ALLAH hamein naik amal kitoafeeq day.
40 Rohani Ilaj 1.0
New App Store
Is app me 40 aysay ilaj hain jin se dunya o akhirat ka faidahasilkia ja sakta hay. rooh aur jism dono ki bemarion ka ilajjaniye.pait ki bimari ho ya tanhai mein dar lagta ho biwi naraz hoyashohar , shetan kay shar se le kar zalim se picha churanay takkayilaj is app me mojud hain.
Mardana Taqat Ki Dawa 1.1
New App Store
Mardana taqat jo kay mard ka sabh se bhara sarmaya hoti hay. ismein kami zindagi ka lutf hi khatam kar deti hay. lihaza qudrat nebemarion kay sath sath dunya mein ilaj bhi paida kiye hain. jesakay taqreeban har bemari ka ilaj dunya mein mojud hay isi tarahmardana kamzori ka ilaj bhi mojud hay. is app mein isi ilaj kaybaray main bataya gaya hay kay kesay is se nijat hasil ki jaye, aurapni zindagi main is ka lutf peida kiya jaye. is main janiye wohilaj jo kay nihayat mufeed sabit ho sakte hain.
Nawafil Se Mushkilat Ka Hal 1.0
New App Store
QURAN mein aqeeda e toheed o risalat kay baad jis qadar zikar namazka hay is qadar kisi aur ibadat ka nahi hay. aur tamam ibadat mainaham tareen ibadat namaz hay. lekin nihayat afsoos ki baat ye haykay jis qadar hamara muashra bigarta ja raha hay , namaz ko buhatpeechay choor chuka hay. farz namazein jo buhat hi kam waqat mainada ki ja sakti hain , in ko chor kar ghanton fazool kamon meinlagana aam si baat hay. is app mein isi baat ko saamnay rakha gayahay kay hamein ALLAH ki ibadat karni chahiye , nawafil bhi adakarnay chahiyen aur bhi buhat kuch.Istakhara aur is ka tariqa, pareshani kay wazaif, bemarion kay ilajkay wazeefay ,shadi aur rishta kay hasool kay wazaif, rizq mainbarkat kay liye aur bhi taqreeban zindagi kay har muamlay meinnihayat mufeed wazaif aur hal janiye.
Dhaari Kay Masail 1.0
New App Store
Dhari aik aisi sunnat hay jo kay mard ki khobsurti ka baes tu bantihi hay , is kay sath sath is ki izzat ka baes bhi banti hay, ALLAHpak ko woh shakhs buhat azeez hay jo NABI (PBUH) ki sunnat par amalkaray. tu jis kaam main ALLAH ki raza ka wada pehlay se ho chuka ismein dair kis baat ki , har mard ko is sunnat ko apnana chahiye,shetan jo kay tarah tarah kay vasvasay daalta hay hamesha insaan kogumrah hi karta hay, is amal mein be had khobsurti honay kay bawajud bhi woh damag mein yahi daal deta hay kay ye achi nahi lagrahi ya phir baad mein rakh lein gay, wagera wagera . ALLAH hameinis kay shar se bachaye. Aameen. is app mein janiye is ka asaltariqa, sunnat kay mutabiq, aur sahi ahkamat.
Fish Urdu Recipes 1.0
New App Store
Machli banana aik aisa hunar hay jo kay na tu koi mushkil kaamhayaur na hi subh ko aata hay. ya phir shayad mosmi food honaykiwajah se ladies ka interest nahi hay. khair is app mein janiyefishrecipes urdu mein. parhiye , janiye . banaiye aur apnay khanomeinis ka zaiqa shamil kijiye. aur fish recipes kay expert baniye.
Learn English in urdu 1.2
New App Store
English language jis ki hamein rozana kisi na kisi jaga parzaroratparti hay. aam tour par ya tu hamein bolni nahi aati ya phirtootiphooti bool kar dosron par bura asar parta hay. aaj kay doarmeinaik mukammal shakhsiyat kay liye english bolna aana bhi aiklaazmijuzu ban chuka hay. is app mein isi baat ko saamnay rakhtayhuwayenglish speaking sikhna itna aasan sikhaya gaya hay kay kuchhidino mein buhat teizi se sikhi ja sakti hay.
Dua Aur Dum Se Ilaj 1.0
New App Store
Dua aur dum aisay amaal hein jin ko apna karinsaan direct ALLAH se darkhwast karta hay, is mein kisi waeela kizaroorat nahi hoti hay. is ki taqat kisi bhi ilaj se zayada hay.agar dua kabool ho jaye tu ALLAH ki direct madad chahay woh zahirki ho ya ghaib ki aa jati hay. agar dum se kisi bemari ka ilaj kiajaye tu bhi ALLAH ka naam hi barkat kay liye kafi hay. nazar lagiho ya phir kisi ne jadu tona kia ho, har cheez ka ilaj aap khud karsakte hein ALLAH ka naam le kar. isi mozuh ko samnay rakhtay huwayye app banae gaye hay. ALLAH hamein har mushkil aur aafat se doorrakhay , Aameen.
Hazrat Ali (R.A) Aqwal 1.1
New App Store
Hazrat Ali R.A jin ki zuban mubarik se nikli hoi har baat hamarayliye faida mand hay. aap ki zindagi mein aap ne jis jurrat aurhimmat aur taqway se kaam lia is se hamen buhat bhara sabaq miltahay. aap jo bhi farmatay woh chahay koi bhi moqay kay qoal ho ,hamaray liye seekhnay kay hi kabil hay. dosty ho ya rishta dari.deen ki baat ho ya dunya ki har baat apnay aap mein aik misal hay.is app mein parhiye woh sunehri batein jin ki hamein apni zindagimein buhat zarorat hay.is kay sath sath parhiye ahadees RASOOL (PBUH) ki, kay jin kaylab mubarik se nikli hoi baat dunya ki har cheez se bh iqeemti hay.kay jin kay liye dunya aur subh kuch takhleeq kia gaya. kay jin kitareef lafzoon mein bayan karna kisi kay bas ki baat hi nahi . kayjin se muhabbat ka izhaar ALLAH PAK ne QURAN mein khulay alfaazmein baar baar kia.
Pareshani Ka Hal 1.2
New App Store
Quran e pak mein ALLAH ne jitni bhi ayat utari hain in subh meinsano kay liye shifa hi shifa hay, jo kay dunya aur akhirat kibemarion ka ilaj karnay kay liye kafi hain, mushkilat dunya meinaati hain aur akhirat mein bhi in ka samna hoga , shart ye kahzindagi kesay guzari hay aur sath kya le kar gaye. tu phir hamenchahiye kay QURAN ki tilawat bhi karen aur is mein hamaray liye kyaahkamat hain in par amal bhi karen, ALLAH hamen amal ki toafeeq atafarmaye. is app mein taqreeban 144 ayat ka hawala dia gaya hay jinki madad se hum apni pareshanion ka hal talash kar saktay hain. jisse zindagi bhi aasan aur akhirat ki tayyari bhi mumkin..
Makeup Karna Sikhiye 1.0
New App Store
Khobsurti ko chaar chand laganay kay liye makeup ki zarorat partihay. buhat si ladies aysi hain jo kay ya tu khud makeup karti nahinya phir un ko karna nahi aata . tu phir kisi dosray ya phir beautyparlor ka sahara leti hain. aisi khawateen kay liye ye app nihayatmufeed hay. is me woh sabh tareeqay mojud hain jin ki madad sewaqat aur paisa dono bachaya ja sakta hay. or self confidence sekhud ko khobsurat banaya ja sakta hay.
ALLAH Kay Namon Se Madad 1.1
New App Store
ALLAH kay paak naamon ki fazeelat lafzon mein bayan karna mushkilhay. in paak namon ka vird karnay say ALLAH ka qurb hasil hota hay.hamesha apnay peida karne walay ko yaad rakhnay mein hi asalkamyabi hay. is app mein janiye kay kesay in paak namon ka zikarkar kay apni mushkilat ko aasani mein badla ja sakta hay. kesay inse apni dunya o akhirat sanwari ja sakti hay.
Kalay Jadu Ka Ilaj 1.1
New App Store
Kala jadu jo kay aik haqeeqat hay is ko apnanay walay imaan sekharij jo jatay hain. islam mein is ki buhat zyada mumaniyat hay.is ko karnay walay aur karanay walay dono hi iman se kharij ho karkufr mein shamil ho jatay hain.isay aam toar par dosron ko nuqsan pohanchanay kay liye istimalkia jata hay. jabh kay ye buhat hi bura amal hay. is ki asalhaqeeqat kya hay. kesay is se bacha jaye . kya wazaif parhe jaen,ye subh janiye is app mein.main biwi mein na ittafaqi ,saas bahu ki larae, karobar kibandish, aulad ka na hona, ghaleu pareshanio ka hal ,bemarion kailaj na hona ye subh is kay aham topic hain jin ko log dosron kayliye istimal karte hein.mazeed samajnay kay liye parhein ye app aur share karein apnayfriends aur famlily ki khowledge kay liye. kay islam ki roshni meinis ka ilaj kesay mumkin hay.
Quran Parhna Sikhiye 1.0
New App Store
QURAN PAK ki tilawat jo kay insanon kay liye dunya me bhi faidamand hay aur aakhirat mein bhi kaam anay wali hay, is ka sahi ilmhum mein se buhat kam logon ko hay. ya tu hum parhte nahi aur agarparhte hain tu aam toar par yahi samajtay hain kay kay jo parhrahay hain theek parh rahay hain. hala kay buhat si galatian karteja rahay hotay hain. ALLAH hum sabh ko theek theek parhne aur amalki toafeeq day.is app mein hum jaan saktay hain k lafzon ki sahi adaigi kesi honichahiye, zair zabar aur paish ka sahi istimal aur talafuz kidurustgi kay liye nihayat mufeed app .
Khwab Ki Tabeer 1.1
New App Store
Khwab insaan ki zindagi mein buhat ahmiyat rakhtay hain, zindagikay har moar par insan koi na koi sotay jaagtay khwab dekhta hirehta hay. khuli ankhon kay khwab bhi zindagi ka aik hissa hain,jin ka such ya jhoot se taluk nahi hota ,, kion kay ye khwab insankay khud kay banaye huway hain. jaagti ankhon kay khwab mein khudko badshah bana lay ya faqeer , ye is kay bas ki baat hay.lekin bund ankhon mein insan be ikhtiyaar hota hay. qudrati toarpar isay kuch dikhaya jata hay ya phir kabhi kabhi halaat o waqiyatbhi khwab ki shakal mein dikhae detai hain. in subh baton kakhulasa karne kay liye ye app nihayat mufeed hay. is mein khudapnay khwabon ki tabeer janiye .
Surah Maryam Se Ilaj 1.0
New App Store
surah MARYAM mein ALLAH pak ne insano kay liye itni barkaat aurnaseihatein nazil farmae hain k in par amal kar kay apni zindagiaur akhirat ki sabh mushkilat ka hal hasil kia ja sakta hay , ALLAHhum subh ko amal ki toufeeq day. is app me janiye woh aamal k jinko apnatay huway ALLAH ki madad se buhat si bemarion ka ilaj aurbuhat si mushkilat ka hal talash kia ja sakta hay.
Khobsurat Baniye 1.0
New App Store
Khobsurti nikharnay kay liye nihayat mufeed tips. khud ko mazeedkhobsurat banaiye. buhat hi aasan tariqon se apnay jism ,chahrayaur baloon ki hifazat kay totkay. aysay totkay k jin kay istimal sekoi side effect bhi honay ka khatra nahi hota. gharelu aazmodatotkon se kuch hi dinon mein khud ko aur zayada khobsurat paen.
Achi Batein 1.0
New App Store
This app contains beautiful wording regarding islam . all quotesare helpful for adopt in life . and we can get positive response .read and share to others for SAWAB,
Be Namazi 1.0
New App Store
Is app me molana tariq jameel kay bayan Be namazi mukaam e ibratkay baray main parhiye. aur janiye kay namaz na parhne kay nuqsanataur parhnay kai faidey.
Urdu Ghazals 1.0
New App Store
Ghazals jo kay har dil ko apni taraf kheinch leti hain khwa wohparhne wala ho ya sun nay wala. in ka mukam shayari mein bhi buhathay aur music mein bhi buhat hay. aaj tak buhat bharay shayarguzray jinhon ne apni apni jagah buhat naam bhi kamaya aur izzatbhi, aaj bhi un shayaron ko izzat se pukara aur parha jata hay, jinmein parween shakir jesi shayara bhi shamil hein. is app meinparhiye urdu ghazals jo kay dil ki un taroon ko chu leti hein jinse aap kay dil kay saaz hamesha bajtay rahte hein.
Sabziyon Kay Pakwaan 1.0
New App Store
Vegetables yani sabziyon kay bina na tu kitchen hi mukammal hay aurna hi dastarkhwan. balkay sahi manon mein tu insaan ki zaroriyat kaaham hissa hain, in ko agar sahi tariqa se pakaya jaye tu kisi bhiachay khanay se behtar hein, wese tu magrabi log inhein aam toarpar bina masala jaat kay pakatay hain, jis se in ki afadiyat meinizafa tu hota hay magar mashraqi log taste kay liye spicy khanaypasand karte hein. is app mein recipes kuch isi culture kay mutabiqhein. sabziyon kay khanay motton aur chicken kay sath , parathay ,aur bhi buhat iqsaam ki recipes sikhiye, banaiye tu mazay uraiye.
HAZRAT FATIMA R.A 1.1
New App Store
HAZRAT FATIMA R.A ki seerat jo kay lafzoon mein bayan karna mushkilhay balkay na mumkin hay. aap ki zindagi sari ummat e muslima kayliye aik misaal hay. aap ki mubarik seerat ko is app mein kuchpages par bayan kia gaya hay. parhiye janiye aur dosron takpohanchaiye. ilm bhi aur sawab bhi.
Bahishti Zewar 1.0
New App Store
Molana Ashraf Ali Thanvi REHMATULLAH ki likhi bahishti zewar aikaisi kitaab sabit hoi kay jis ko na tu kisi maslak ne inkaar kiaaur na hi kisi maslak ki ye nafi karti hay.aaj kay is doar mein jahan zamana buhat aagay nikal chuka hay.deen se dori aur kufr se chahat ka charcha aam hota chala ja rahahay , is doar mein jahan humein apnay deeni masail ka ya tu patanahi hay ya phir hum pochnay aur samajnay ki koshish hi nahi kartayhein. is mein ye kitaab aik anmol tohfa hay.masla chahay ghusal ka ho ya phir wuzu ka. gunahon se bachnay katariqay .sachi kahanian, namaz kay bayan , rozay kay bayan ,khanaykay aadab aur zindagi kay taqreeban tamam muamlaat kay baray mainsahi mano mein kya ahkamat hain janiye is kitaab mein . ALLAHhamein amal ki toafeeq day.
Musalmano Se ALLAH ki Batein 1.1
New App Store
ALLAH pak ne QURAN mein musalmano kay ko buhat si jagah par buhatse ahkamat diye hain. jin par amal kar kay dunya o akhirat kikamiyabi hasil ki ja sakti hay. aur in par amal karna hamara farzbhi hay. jesa kay namaz ka hukum. rozay ka hukam. dunya dari kayahkamat aur bhi buhat kuch. is app mein un sabh baton par roshnidali gae hay jin ki malomat hona hum subh ki zarorat hay.
Amal Kijiye Ajar Lijiye 1.1
New App Store
Amal kiye bagair ajar hasil karna tu qismat ki hi baat hay. auragar amal aisa ho kay jis se ajar ka milna shaq me par jaye, tuaisay amal ka bhi koi faida nahi , tu janiye is app mein wohtariqay jis se hamein faida bhi ho. in amaal ka sawab hamariakhirat me nijaat ka zaraiya banay . Aameen.
FazaiL-e-Toba 1.0
New App Store
Gunahon se bachna aasan tu nahi magar agar hum chahen tu in sebachaja sakta hay, phir bhi kabhi na kabhi kahen na kahen insan segalatiho hi jati hay. jis ka ALLAH ko pahlay se hi ilm hay, aurisi wajahse ALLAH ne apne bandon ko is kay baad bhi toba karne kamoka diahay. jo insan ki aakhri saans tak us kay sath hay. is appme bhitoba kay fazail bayan kiye gaye hain. jin ko samaj kar humapniaakhirat kay liye kuch mahnat kar sakte hain. ALLAH hum subhkonaiki ki toafeeq day.
Hazrat Ali R.A Kay Faislay 1.0
New App Store
Hazrat ALI R.A ki life se har koi waqif hay, aap ne apni zindagimubarik mein jo jo faislay kiye , rehti dunya tak yaad rakhay jaingay, deen se hat kar na koi baat ki aur na hi suni. aap ki bahadarikay faislay jahan jahan huway wahan aaj tak kisi aur faislay kizarorat nahi paish aae. is app mein janiye aap kay woh faislay jinki pervi kar kar hum bhi apni zindagi aur akhirat sanwaar saktayhain.
Tohfa Ramazan 1.0
New App Store
Ramadan me kesay ALLAH ki ibadat ki jaye. kesay ALLAH ko razi kiajaye, kesay rozay guzaray jaen. aur ramazan me kya kya ihtiat kijaen. chand batain quran o hadees ki roshni mein. ye subh janiye isapp mein,
Mafroor Larkion Ka Nikah 1.0
New App Store
Larkian jo kay apni marzi se na samji mein apnay ghar se fararhojai hein. un ki ye galti do khandano kay nuqsanat ka sababbantihay. izzat tu jati hi hay magar sath sath apna khandaan bhichootjata hay. in kay aglay muamlat, in ki zindagi, in kay nikahaurhamari adalatein, aur islam ki roshni mein ahkamat samajnayaurjaan nay kay liye parhiye ye app
Kya Aap Umeed Se Hain 1.0
New App Store
Umeed se hona aurton ki khuahish aur khushikibaat hay, aik shadi shuda zindagi ka pehla maqsad apni nasalkoaagar bharhana hi hota hay, ALLAH ka ye nizaam dunya ki shuruaatsele kar aakhirat tak chalay ga. mian biwi kay aapsi milap kanatijahamal aur hamal ka natija bachay ki pedaish tu har koi jantahay,magar is hamal kay doran jo 9 mahenay aurat ko ahtiyat aurdekhbhaal ki zarorat hoti hay usay koi koi janta hay, ,in dinokiihtiyat sari zindagi ka sukh ban kay samnay aati hay, lihazaisamal kay taqazay ko pora karnay kay liye janiye is app meinwohmalomat kay jin ki madad se doran e pedaish na tu maa kotakleefhogi aur na hi zachgi mein koi masla paish aanay ka chancerahayga, mazeed samaj kay liye parhiye ye app.
Jinsi Mashwaray 1.0
New App Store
Insaan koi bhi hay kisi na kisi jismanimaslaymein mubtila hay. har insan ko uski khuahish kay mutabiqjismanilazzat nahi milti . aur hum mein se kuch log khud lazzati kasaharaletay hain. jin ko is kay nuqsanat ya faiday ka kuch pata hinahihota. aur is app me janiye kay bachon ki shadi kabh ki jaye.hamalkay doran jismani milap kesay hona chahiye, aur bhi buhatkuchsamajnay kay liye parhiye ye app.